• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Dil Mein Usko Basae Wo Aur Kuchh Na Kare

Jo Dil Mein Usko Basae Wo Aur Kuchh Na Kare

poet

jo dil men us ko basa.e vo aur kuchh na kare

vo ruup hai ki use dekhiye to ji na kare

jo dard dil men uThe aah khinchne se Dare

vo aa.ina hai ki mauj-e-hava shikast kare

khilengi raah men is raat barf ki kaliyan

gharon men ghumte phirte hain badalon ke pare

hava udhar ki chali bhi to dard mar na gaya

yahi hua hai ki kuchh zaḳhm ho chale hain mire

ye jangali ye kaTili ye bavari anhken

ki jin se aankh milate hue hiran bhi Dare

ḳhamosh ho bhi to kaise vo bolta hua jism

jo honT honT se chupke to aankh baat kare

vafa bane na agar ‘ashk’ raah ka patthar

hazar jism bhare shahr men bane sanvre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Un Se Jo Kaha Dhyan Mera Kuchh Bhi Nahin

poet

Khuli Hai Aankh Josh-E-Intizar-E-Yar-E-Jaani Hai

Hamara Zikr Dushman Ki Zabani Dekhte Jao

Sufi

Sine Mein dil Jo dard Ka Mara Nahin Mila

fahmida-riaz

Kab Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet