• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sauda Tumhaare Ishq Ka Jis Din Se Sar Mein Hai

Sauda Tumhaare Ishq Ka Jis Din Se Sar Mein Hai

poet

sauda tumhare ishq ka jis din se sar men hai

sare-jahan ka dard hamare jigar men hai

marne ki aarzu bhi nikal ja.egi kabhi

aisa kahan ki bair dua-o-asar men hai

josh-e-junun ko kis liye sahra ki hai talash

sar phoḌne ka lutf to divar-o-dar men hai

har halqa-e-ḳhayal hai tasvir-e-ru-e-dost

afsun-e-intizar ye kaisa nazar men hai

ai dil tavalat-e-shab-e-furqat ka kya gila

nadan farq bhi koi sham-o-sahar men hai

is gardish-e-mudam se ghabra.en kis liye

ik halqa-e-junun hai jo daur-e-qamar men hai

sajdon ne farq-e-naqsh-e-qadam bhi miTa diya

aisa bhi ik maqam tiri rahguzar men hai

dil de chuke hain jaan bhi ab de ke dekh len

ik imtihan ye bhi hamari nazar men hai

kah do shamim ghuncha-e-taza-shagufta se

bu-e-charagh-e-kusta bhi bad-e-sahar men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gardish-E-Chashm Hai Paimane Mein

Ye Sog KHatm Kiya Jae Ya Kiya Jae

Hum Zarre Hain KHak-E-Rahguzar Ke

poet

Raat Ko Pahlu Mein Ek Taswir Raushan Ho Gai

Dil Ke Virane Mein Kuchh Phul Tamanna Ke Khile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet