• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahi Kahti Laili-E-Sokhta-Jaan Nahin Khati Adab Se Khuda Ki Qasam

Yahi Kahti Laili-E-Sokhta-Jaan Nahin Khati Adab Se Khuda Ki Qasam

poet

yahi kahti laili-e-sokhta-jan nahin khati adab se khuda ki qasam

gham-e-qais siva mujhe gham nahin kuchh usi kushta-e-naz-o-ada ki qasam

kabhi kahta tha qais ghazalon se ja kaho naaqa yaan se kidhar ko gaya

kabhi kahta tha tu hi batae saba tujhe laila ki zulf-e-dota ki qasam

tire kushta-e-gham ka hai haal batar yahi kahiyo jo jaana ho tera udhar

tujhe qasid-e-mauj-e-nasim-e-sahar miri hijr ki shab ki buka ki qasam

aai ‘havas’ mujhe phulon ki bu kabhi baitha na ja ke main bar-lab-e-ju

miri tangi-e-dil to gai na kabhu mujhe bagh-e-jahan ke faza ki qasam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Se Raaz-E-Mohabbat Na Aashkar Kiya

Apni Qismat Ka Sitara Sar-E-Mizhgan Dekha

Sirf Ek Hadd-E-Nazar Ko Aasman Samjha Tha Main

Pairahan uD Jaega Rang-E-Qaba Rah Jaega

Ek Tamasha Aur Dikhaya Ja Sakta Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet