• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uski Talab Mein Rah Ko Takti Hai Zindagi

Uski Talab Mein Rah Ko Takti Hai Zindagi

najma-shaheen-khosa

us ki talab men raah ko takti hai zindagi

ankhon men vaqt-e-sham chamakti hai zindagi

tere liye jab aankh barasti hai raat ko

phir dil ke saath saath sulagti hai zindagi

dukh se nidhal ho ke jo roti hain betiyan

phir un ke dekh dekh ke hansti hai zindagi

jo ik khayal bais-e-azar hai bahut

us ik khayal se hi chahakti hai zindagi

kis se karen ye baat ki jo haal hain yahan

khamosh agar hue to bilakti hai zindagi

raston ko soch soch pareshan hain sabhi

manzil ko khoj khoj sisakti hai zindagi

chahat ke jo bhi zakhm hain rakhiye sambhal kar

in ki hi baas se to mahakti hai zindagi

us ne diya tha ek diya raah ke liye

kab tak jalega aaj to thakti hai zindagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

farah-iqbal

Khud Hi diya Jalati Hun

Zulmaton Mein Raushni Ki Justuju Karte Raho

Dubone Walon Ko Sharminda Kar Chuka Hunga

Nigah-E-Shauq Se Kab Tak Muqabla Karte

Har Gul Se Har Khaar Se Uljha Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet