• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Munh Se Karun Main Tan-E-Uryan Ki Shikayat

Kis Munh Se Karun Main Tan-E-Uryan Ki Shikayat

poet

kis munh se karun main tan-e-uryan ki shikayat

daman ki shikayat na gareban ki shikayat

kaisa hi khatakta rahe dil men mire paikan

mujh se to na hogi kabhi mehman ki shikayat

itna bhi taghaful nahin achchha kahin tum ko

karni na pade shorish-e-pinhan ki shikayat

allah rakhe mire tasavvur ko salamat

tujh ko to nahin hai shab-e-hijran ki shikayat

hon lang magar vaqif-e-adab-e-junun huun

main kufr samajhta huun bayaban ki shikayat

kahti hai tiri chashm ki gardish mire hote

koi na kare gardish-e-dauran ki shikayat

jaate to ho kaabe ko khuda ke liye ‘mail’

karna na kisi dushman-e-iman ki shikayat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Har Ghadi Khud Se Ulajhna Hai Muqaddar Mera

Jo Tum Se Pahle Aae the Unki Karistani Dekho

Sadaqat Ki Yahan Girti Hui Diwar Dekhi Hai

saleem-kausar

dil-E-Simab-Sifat Phir Tujhe Zahmat dunga

Kam Na Hogi Ye Sargirani Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet