• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Se Chaaron Taraf Raste Nikalte Hain

Yahan Se Chaaron Taraf Raste Nikalte Hain

yahan se charon taraf raste nikalte hain

Thahar Thahar ke ham is ḳhvab se nikalte hain

kisi kisi ko hai tahzib-e-dasht-ara.i

ka.i to ḳhaak uḌate hue nikalte hain

yahan rivaj hai zinda jala diye jaa.en

vo log jin ke gharon se diye nikalte hain

ajiib dasht hai dil bhi jahan se jaate hue

vo ḳhush hain jaise kisi baagh se nikalte hain

ye log so rahe honge jabhi to aaj talak

zaruf-e-ḳhak se ḳhvabon bhare nikalte hain

sitare dekh ke ḳhush huun ki roz meri tarah

jo kho ga.e hain unhen DhunDne nikalte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Pahla Jashn-E-Azadi

Naz-O-Nazakat Shab Nahin Ab

poet

Kis Ko Bahlate Ho Shishe Ka Gulu TuT Gaya

Aankhen Raushan Lahje Ras Ke Pyale Ji

poet

dekhiyo Uski Zara Aankh dikhane Ka Maza

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet