• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Tarah Milen Koi Bahana Nahin Milta

Kis Tarah Milen Koi Bahana Nahin Milta

mirza-raza-barq

kis tarah milen koi bahana nahin milta

ham ja nahin sakte unhen aana nahin milta

phirte hain vahan aap bhatakti hai yahan ruuh

ab gor men bhi ham ko thikana nahin milta

badnam kiya hai tan-e-anvar ki safa ne

dil men bhi use raaz chhupana nahin milta

daulat nahin kaam aati jo taqdir buri ho

qarun ko bhi apna khazana nahin milta

ankhen vo dikhate hain nikal jaae agar baat

bosa to kahan hont hilana nahin milta

taqat vo kahan jaaen tasavvur men jo ai ‘barq’

barson se hamen hosh men aana nahin milta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Tarah Hath Ki chuDi Ka Khanakna Tai Hai

parveen-shakir

Ek Hunar Tha Kamal Tha Kya Tha

asrarul-haq-majaz

Ek dost Ki Khush-Mazaqi Par

Sultan Baho

Hu da Jama Pahan Karahan Ism Kamawan Zati Hu

Mata-E-Hosh Yahan Sab Ne Bech Dali Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet