• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Nahif Hai Tarz-E-Fughan Badal Dalo

Bahut Nahif Hai Tarz-E-Fughan Badal Dalo

bahut nahif hai tarz-e-fughan badal Daalo

nizam-e-dahr ko naghma-giran badal Daalo

dil-girafta tanavvo hai zindagi ka usuul

makan ka zikr to kya la-makan badal Daalo

na koi chiiz davami na koi shai mahfuz

yaqin sambhal ke rakkho guman badal Daalo

naya banaya hai dastur-e-ashiqi ham ne

jo tum bhi qa.eda-e-dil-baran badal Daalo

agar ye taḳhta-e-gul zahar hai nazar ke liye

to phir mulazamat-e-gulistan badal Daalo

jo ek pal ke liye ḳhud badal nahin sakte

ye kah rahe hain ki saara jahan badal Daalo

tumhara kya hai musibat hai likhne valon ki

jo de chuke ho vo saare bayan badal Daalo

mujhe bataya hai ‘sayyad’ ne nusḳha-e-asan

jo tang ho to zamin asman badal Daalo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Hai Ishq-E-Pak-Bazi Ka

Chand Mohmal Si Sargoshiyon Se Pare KHamushi Ki Rida Mein Hain lipTe Hue

firaq-gorakhpuri

dete Hain Jam-E-Shahadat Mujhe Malum Na Tha

poet

Kya Jaano Jo Asar Hai dam-E-Shoala-Tab Mein

Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet