Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
gulzar

Khud-Kushi

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Gulzar
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

bas ik lamhe ka jhagda tha

dar-o-divar par aise chhanake se giri avaz jaise kanch girta hai

har ik shai men gaiin udti huii, jalti hui kirchen

nazar men, baat men lahje men, soch aur saans ke andar

lahu hona tha ik rishte ka so vo ho gaya us din!!

usi avaz ke tukde utha ke farsh se us shab

kisi ne kaat liin nabzen

na ki avaz tak kuchh bhi

ki koi jaag na jaae!

More Poems

Main Na Kahta Tha Mere Bhai Nahin Ho Sakti

Images

Chand Nikla Hai Sar-E-Qarya-E-Zulmat dekho

Saza

Matlab Muamalat Ka Kuchh Pa Gaya Hun Main

Tu Mil Us Se Ho Jis Se dil Tera Khush

dildar Gufta Kisti Guftam dua-Go-e-Shuma

dekh O Qatil Basar Karte Hain Kis Mushkil Se Hum

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.