• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khafa Mat Ho Mujhko Thikane Bahut Hain

Khafa Mat Ho Mujhko Thikane Bahut Hain

poet

khafa mat ho mujh ko thikane bahut hain

mira sar rahe astane bahut hain

bahut duur hai apne nazdik tu bhi

tujhe yaad kafir bahane bahut hain

bahane na kar mujh se ai chashm-e-giryan

abhi ashk mujh ko bahane bahut hain

mire chashm-o-dil aur jigar sab hain hazir

tu khatir-nishan rakh nishane bahut hain

kashish dil ki hi kaam karti hai varna

fusun sainkadon hain fasane bahut hain

junun naqd-e-dagh-e-jigar mangta hai

ye kah do ki ab to khazane bahut hain

bahut kam hai sach is zamane men ‘ehsan’

yahan jhuut ke kar-khane bahut hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ki Ishwa-Gari Se Ba-Ghair-E-Fasl-E-Bahaar

poet

Na KHat Likhe Na Diye Un Ko Tar Ab Ke Baras

poet

Yun Na Jaan Ashk Hamein Jo Gaya Bana Na Mila

Sheikh Saadi

Khush Ba-didam Sufiyan Ra Sohbat-e-Khammar Mast

poet

sainkaDon Gul Hue KHush-Rang Chaman Mein Khil Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet