Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Ek Sitara Tut Gaya Hai

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Nahid Akhtar Balooch
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ek sitara tuut gaya hai

kyuun lagta hai khali chand

chhupan-chhupai khel rahe hain

ek ped ki daali chand

tere ruup ka darshan mange

kab se khada savali chand

laal garm angara suraj

ek sunahri thali chand

tujh ko is se dar nahin lagta

raat hai kaisi kaali chand

mere angan tu nahin utra

sab ne iid mana li chand

mera chand muqabil mere

tujh se nazar hata li chand

More Poems

Sukhan Mein Sahl Nahin Jaan Nikal Kar Rakhna

Karenge Qasd Hum Jis dam Tumhaare Ghar Mein Aawenge

Hum Aise Sar-Phire duniya Ko Kab darkar Hote Hain

Aaj

Rihai

Phir Tera Intizar dekhenge

In Kali Sadkon Pa Aksar dhyan Aaya

Itni Baat Na Bujhi Logan Aap Nibhata Kari So Kue

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.