• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sukun-E-Dil Ke Liye Aur Qarar-E-Jaan Ke Liye

Sukun-E-Dil Ke Liye Aur Qarar-E-Jaan Ke Liye

poet

sukun-e-dil ke liye aur qarar-e-jan ke liye

tumhara naam hai kaafi miri zaban ke liye

jo pur hai jaam to kuchh ḳhauf-e-hadsat nahin

hamare paas bhi bijli hai asman ke liye

ḳhmushi-e-rah-e-manzil se ye hua sabit

ki manzilen bhi tarasti hain karvan ke liye

misal-e-shams-o-qamar gardishon men rahte hain

ḳhuda ne jin ko banaya hai asman ke liye

havas ne ḳhuld ajal ne chhuḌa.i ye duniya

ḳhabar nahin miri miTTi hai ab kahan ke liye

shab-e-firaq dua maang kar guzari hai

kabhi asar ke liye aur kabhi fughan ke liye

hamare zehn men dil men lahu men urdu hai

jiyenge aur marenge isi zaban ke liye

pahunch ga.e sar-e-manzil jo ham-safar the ‘falak

hamin taraste rahe gard-e-karvan ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Ne Aankhen Kuchh Ne Chehra Dekha Hai

Kis Qadar Masum Dukhiyare Hain Ye

Tera Arman Teri Hasrat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

Barae Nam Sahi Din Ke Hath Pile Hain

Takalluf Hai Murad-E-Dil Ka Dil Par Bar Ho Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet