• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usi Ke Qurb Mein Rah Kar Hari Bhari Hui Hai

Usi Ke Qurb Mein Rah Kar Hari Bhari Hui Hai

shabana-yousaf

usi ke qurb men rah kar hari bhari hui hai

sahare ped ke ye bel jo khadi hui hai

abhi se chhoti hui ja rahi hain divaren

abhi to beti zara si miri badi hui hai

bana ke ghonsla chidiya shajar ki banhon men

na jaane kis liye andhi se dari hui hai

abhi to pahle safar ki thakan hai paanv men

ki phir se juuti pe juuti miri padi hui hai

nai ruton ke muqaddas bulave to hain magar

salib vadon ki jo rah men ik gadi hui hai

main haath bandhe hue laut aai huun ghar men

ki mere pars men ik aarzu mari hui hai

agar bichhadne ka us se koi malal nahin

‘shabana’ ashk se phir aankh kyuun bhari hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mujhe Jab Maut Ne Boya Zamin Mein

poet

dar Tak Ab Chhod diya Ghar Se Nikal Kar Aana

KHayal-O-KHwab Ki Duniya Nahin Sanjone Ka

Aksar baiThe Tanhai Ki Zulfen Hum Suljhate Hain

bahadur-shah-zafar

Jigar Ke Tukde Hue Jal Ke dil Kabab Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet