• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Beja Hai Rah-E-Ishq Mein Ai dil Gila-E-Pa

Beja Hai Rah-E-Ishq Mein Ai dil Gila-E-Pa

nazeer-akbarabadi

beja hai rah-e-ishq men ai dil gila-e-pa

ye aur hi manzil hai nahin marhala-e-pa

hangam-e-khiram us ke hujum-e-dil-e-ushshaq

ghash-karda hain thokar ke bahar-fasla-e-pa

kal bosa-e-pa ham ne liya tha so na aaya

shayad ki vo bosa hi hua abla-e-pa

us pa ki rah-e-rashk men nazuk qadmon ke

phirte hain bhatakte hue sau qafila-e-pa

sau naaz se thokar ba-sar-e-arsh lagana

us gul ke siva kis ka hai ye hausla-e-pa

gul-barg pe rakhte hi qadam hans ke jo khincha

shayad hui sakhti se rag-e-gul khila-e-pa

dil se rah-e-dil-bastagi kab tai ho ‘nazir’ aah

vo zulf-e-musalsal jo na ho silsila-e-pa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Tujhse Kya Takkar Hai

Teri Taswir uThai Hui Hai

Shahadat Mein Zafar Raushan Jabin Ko Dekh Le Aa Kar

poet

Aate Hain Kitne KHwab Tere Roz-O-Shab Mujhe

poet

Yun Ayan Tujhko dekhte Hain Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet