• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Kitab-E-Umr Ka Anjam Likh Diya

Apni Kitab-E-Umr Ka Anjam Likh Diya

apni kitab-e-umr ka anjam likh diya

pahle varaq pe main ne tira naam likh diya

main likhna chahta tha koi phuul si ghazal

aur jab likha to sirf tira naam likh diya

dil ne tire siva na koi baat ki qubul

sab kuchh ba-nam-e-gardish-e-ayyam likh diya

rusva.iyon ke moḌ pe tanha khaḌa huun main

apna gunah sab ne mire naam likh diya

ham aise be-gharon ne jahan bhi kiya qayam

ḳhat khinch ke vahin pe dar-o-bam likh diya

‘ma.asum’ mujh ko is ne kiya a.ina-mizaj

lekin mire nasib men ilzam likh diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye

Ye Zard Phul Ye Kaghaz Pe Harf Gile Se

Raat Ke Dard Ka Mara Nikla

uDanen Le uDen Shahpar Hamare

sameena-raja

Ek Umr Ki der

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet