• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ushshaq Tere Sab The Par Zar Tha So Main Tha

Ushshaq Tere Sab The Par Zar Tha So Main Tha

poet

ushshaq tere sab the par zaar tha so main tha

jag ke kharaba andar ik khvar tha so main tha

dakhil shahidon men to lohu laga ke sab the

shamshir-e-naz se pur-afgar tha so main tha

sumbul ke pech men dil tere na tha kisi ka

nargis ka ek teri bimar tha so main tha

tujh ghar men arz-e-matlab kis ki na tha zaban par

dar par jo tere naqsh-e-divar tha so main tha

dagh-e-mohabbat ai gul jab tha tira na jag men

daghon se jis ka siina gulzar tha so main tha

go ishq ke tumhare ushshaq ab muqir hain

avval zaban pe jis ki iqrar tha so main tha

tujh ishq men nasihat sab yaar mante the

naseh ke par sukhan se be-zar tha so main tha

is mai-kade men gaahe ai ‘soz’ ham na bahke

sab mast o be-khabar the hushyar tha so main tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Anasir Ki Ghani Zanjir Hai

ruKH-O-Zulf Ka Hun Fasana-KHwan Yahi Mashghala Yahi Kaam Hai

Har Aankh Ka Hasil Duri Hai

fauziya-rabab

Zulf-E-Mohabbat Barham Barham Mi Raqsam

Kah Bhi Dun Haal-E-Dil Agar Shayad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet