• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigah-E-Yar Jise Aashna-E-Raaz Kare

Nigah-E-Yar Jise Aashna-E-Raaz Kare

hasrat-mohani

nigah-e-yar jise ashna-e-raz kare

vo apni khubi-e-qismat pe kyuun na naaz kare

dilon ko fikr-e-do-alam se kar diya azad

tire junun ka khuda silsila daraz kare

khirad ka naam junun pad gaya junun ka khirad

jo chahe aap ka husn-e-karishma-saz kare

tire sitam se main khush huun ki ghaliban yuun bhi

mujhe vo shamil-e-arbab-e-imtiyaz kare

gham-e-jahan se jise ho faragh ki khvahish

vo un ke dard-e-mohabbat se saz-baz kare

ummid-var hain har samt ashiqon ke giroh

tiri nigah ko allah dil-navaz kare

tire karam ka saza-var to nahin ‘hasrat’

ab aage teri khushi hai jo sarfaraz kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saman Hai Is Darja Ambar Se Sar phoDo

poet

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha

rahat-indori

Chamakte Lafz Sitaron Se Chhin Lae Hain

gulzar

Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha diya Hota

Mausamon Wale Nae Dana O Pani Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet