• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Shokh Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez

Us Shokh Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez

poet

us shokh se milte hi hui apni nazar tez

hai mehr-e-darakhshan ki shuaon ka asar tez

vo ped jo tezab se sairab hua tha

us ped ka hone laga har ek samar tez

vo manzil-e-maqsud pe pahunchega yaqinan

jo raah men chalta rahe be-khauf-o-khatar tez

deta hai jidhar un ko mafad apna dikhai

arbab-e-havas shauq se badhte hain udhar tez

be-nur na kar jaae fasadat ki andhi

lau ghar ke charaghon ki zara aur bhi kar tez

asar qayamat ke nazar aate hain ‘asi’

is daur men dekha gaya har ek bashar tez

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-azad-1

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

Ye Aankh Tanz Na Ho zaKHm-E-Dil Hara Na Lage

Pur-Kaif Bahaaron Ne Bhi Dil toD Diya Hai

Jo Motariz khaDe Hain Meri Is uDan Par

jaun-eliya

Taaqub

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet