• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us shoKH Ke Andaz Ko Dekha to Ghazab Hai

Us shoKH Ke Andaz Ko Dekha to Ghazab Hai

poet

us shoḳh ke andaz ko dekha to ghazab hai

aur us ke siva naaz ko dekha to ghazab hai

baton men jo chhal leve hai dil pir-o-javan ka

us tifl-e-dua-bar ko dekha to ghazab hai

kya kya na kaha us ne mujhe teri taraf se

kafir tire hamraz ko dekha to ghazab hai

har-chand ki hai tuti-e-hind ek hi ḳhush-go

par bulbul-e-shiraz ko dekha to ghazab hai

har-chand ki hai ishq ka anjam hi kuchh qahr

har husn ke aghaz ko dekha to ghazab hai

ham ‘muntazir’ itna na samajhte the use lek

ḳhuub us but-e-ḳhud-saz ko dekha to ghazab hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Koi Bhi KHud Ko Badalta Nazar Nahin Aata

poet

Hath Se Dil Ro Ke Khona Yaad Hai

Tujhe Main Bhul Jaana Chahta Hun

KHak Ka Rizq Yahan Har Kas-O-Na-Kas Nikla

hasrat-mohani

Muqarrar Kuchh Na Kuchh Ismein Raqibon Ki Bhi Sazish Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet