• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Se Mat Kahna Meri Be-Sar-O-Samani Tak

Us Se Mat Kahna Meri Be-Sar-O-Samani Tak

indira-varma

us se mat kahna miri be-sar-o-samani tak

vo na aa jaae kahin miri pareshani tak

do not even mention my penury to him

Lest he reaches the crux of my problems

main to kuchh bhi nahin karti huun mohabbat ke liye

ishq vaale to luta dete hain sultani tak

I do virtually nothing for my love

Lovers have been known to forego crowns

kaise sahra men bhatakta hai mira tishna-lab

kaisi basti hai jahan milta nahin paani tak

What is the desert where my parched lips wander

What is this place where no water is to be found

nakhuda dekh chuka kaali ghata ke tevar

badban khol diye us ne bhi tughyani tak

the oarsman has seen the look of the black clouds

He has unfurled the sails till the coming of the storm

pur-khatar raah miri hone lagi hai asan

khauf kis ka hai bhala teri nigahbani tak

My tortuous paths are becoming simple

What fears can there be in your care

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhe Jo shaKHs Qalandar Dikhai Deta Hai

khiDki Se Zara Jhank Le Ek Bar Mere Yar

poet

Pher Kar Tegh-E-Nazar Tegh-E-Jafa Se Pahle

Zamin Se Ta-Ba-Falak Koi Fasla Bhi Nahin

meer-taqi-meer

Ai Gul-E-Nau-damida Ke Manind

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet