• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Sarokar Ab Kisi Se Mujhe

Kya Sarokar Ab Kisi Se Mujhe

kya sarokar ab kisi se mujhe

vasta tha to tha tujhi se mujhe

be-hisi ka bhi ab nahin ehsas

kya hua teri be-ruḳhi se mujhe

maut ki aarzu bhi kar dekho

kya ummiden thiin zindagi se mujhe

phir kisi par na e’tibar aa.e

yuun utaro na apne ji se mujhe

tera gham bhi na ho to kya jiina

kuchh tasalli hai dard hi se mujhe

kitna purkar ho gaya huun ki tha

vasta teri sadgi se mujhe

kar ga.e kis qadar tabah ‘ziya’

dushman andaz-e-dosti se mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maut Se to Be-KHabar Hai Zindagi

meer-taqi-meer

Aaj-Kal Be-Qarar Hain Hum Bhi

poet

Fitna-KHu Le Gai Dil Chhin Ke jhaT-paT Humse

Sarf-E-Gham Humne Naujawani Ki

Poshida Kisi Zat Mein Pahle Bhi Kahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet