• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Hayat Mein Dil-E-Viran Duhai De

Rah-E-Hayat Mein Dil-E-Viran Duhai De

poet

rah-e-hayat men dil-e-viran duha.i de

dushman ko bhi ḳhuda na gham-e-ashna.i de

main sahib-e-qalam huun mujhe ai shu.ur-e-fan

aa.e na jo giraft men aisi kala.i de

duniya fareb-e-rishta-e-baham na de mujhe

jo bha.i-chargi ka ho paikar vo bhaa.i de

main apna haath apne lahu men Dubo na luun

jab tak vo mere haath men dast-e-hina.i de

ḳhanjar hai jis ke haath men patthar hai jis ka dil

kya us ke samne koi apni safa.i de

jis par mire lahu ne sajaya tha naqsh-e-dil

ai kaash phir mujhe vo hatheli dikha.i de

is taaza karbala men bhi yarab dua ye hai

isar ko nasheb vafa ko tara.i de

duuri qarin-e-maslahat-e-vaqt hai agar

qurbat ke naam par mujhe dagh-e-juda.i de

sehn-e-chaman men gosh-bar-avaz hai ‘saba’

shayad dil-e-shamim ki dhaḌkan suna.i de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaisi Ab Hai Isi Haalat Mein Nahin Rah Sakta

Zindan-Nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

aftab-shakeel

Jo Tha Har Aan Mubtala Mera

Agarche Kar-E-Duniya Kuchh Nahin Hai

mubarak-azimabadi

Puchhi Taqsir To Bole Koi Taqsir Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet