• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Ka Chehra Bhi Chamak Mein Na Misali Nikla

Us Ka Chehra Bhi Chamak Mein Na Misali Nikla

poet

us ka chehra bhi chamak men na misali nikla

chand suraj ke ujalon ka savali nikla

log samjha kiye mausam hi nahin uḌne ka

us ki uzlat ka sabab be-par-o-bali nikla

phuul to mil gaya ḳhushbu na magar haath lagi

us ko paane ka junun ḳham-ḳhayali nikla

barish-e-sang men bhi aa.i dua honTon par

sab ne kam-tar jise jaana tha vo aali nikla

be-hadaf tiir chalata raha koi ‘gulzar’

jab zarurat paḌi tarkash vahan ḳhali nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Kali diwar

Koi Majnun Koi Farhad Bana Phirta Hai

poet

Aashiq Ki Jaan Jati Hai Is Bankpan Ko Chhod

waseem-barelvi

Adna Sa Basi

kaifi-azmi

Ehtiyat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet