• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Gali Tak saDak Rahi Hogi

Us Gali Tak saDak Rahi Hogi

us gali tak saḌak rahi hogi

raah ab bhi vo tak rahi hogi

rashk badal ko bhi hua hoga

dhuup us par chamak rahi hogi

main bhi kab main huun aise mausam men

vo bhi ḳhud men bahak rahi hogi

dasht-o-sahra ki oT men shayad

ye zamin zaḳhm Dhak rahi hogi

vo bahut ajnabi sa pesh aaya

dil men koi kasak rahi hogi

jo shajar sahn men laga hai ‘arsh’

us pe chiḌiya chahak rahi hogi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Meri Jaan Hai Dil Se Kabhi Juda Na Hua

a-g-josh

Jina Kab Tak Muhaal Hoga

Ajab Ek Masala Pesh Aa Gaya Tha

KHurshid Ki Nigah Se Shabnam Ko Aas Kya

Zahrab Rag-E-Jaan Mein Utara Hi Bahut Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet