• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigahon Ko Nishana Chahiye Tha

Nigahon Ko Nishana Chahiye Tha

nigahon ko nishana chahiye tha

koi pagal divana chahiye tha

ye maana the ḳhafa ham phir bhi lekin

tumhen nazdik aana chahiye tha

main apne jabr par hairan huun ḳhud

mujhe to TuuT jaana chahiye tha

mujhe pa kar ravan sa ho rahe ho

to kya tum ko zamana chahiye tha

vo qissa shab rakhne ka nahin hai

suna aur bhuul jaana chahiye tha

jise gar janna ho dard kya hai

kisi se dil lagana chahiye tha

bhulane ki yahi ik shart bhi thi

mujhe vo shab aana chahiye tha

vo jo agah karta phir raha hai

usi ko azmana chahiye tha

zara si baat aur tark-e-ta.alluq

tumhen to bas bahana chahiye tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shama Ki Nazron Mein Saudai Hai Parwana Abhi

Past-O-Buland Mein Jo Tujhe Rishta Chahiye

poet

Milne Ke Nahin Nishan Hamare

Aankhon Se Jin Ki Ashk Nikalte Nahin Wo Log

Hain Mere zaKHm Ki Ranaiyan Ajib-O-Gharib

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet