• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine baKHsh Di Teri Kyun KHata Tujhe Ilm Hai

Maine baKHsh Di Teri Kyun KHata Tujhe Ilm Hai

main ne baḳhsh di tiri kyuun ḳhata tujhe ilm hai

tujhe di hai kitni kaḌi saza tujhe ilm hai

main samajhta tha tu hai apne husn se be-ḳhabar

tiri ik ada ne bata diya tujhe ilm hai

mujhe zindagi ke qarib le ga.i justuju

mari justuju bhala kaun tha tujhe ilm hai

main ne dil ki baat kabhi na ki tire samne

mujhe umr bhar ye guman raha tujhe ilm hai

vo miri gali jo mire liye hui ajnabi

kabhi vaan the sab mire ashna tujhe ilm hai

mira haal dekh ke puchhne laga kya hua

main ne hans ke sirf yahi kaha tujhe ilm hai

koi baat hai ki kinara-kash huun jahan se

kabhi mahfilon ki main jaan tha tujhe ilm hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yas-O-Umid-O-Shadi-O-Gham Ne Dhum uThai Sine Mein

sameT Lo Ye Pyar Ki Nishaniyan sameT Lo

Har Sach Baat Mein Hum Donon Hain

poet

Maddah Hun Main dil Se Mohammad Ki Aal Ka

Aaj Hai Kuchh Sabab Aaj Ki Shab Na Ja

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet