• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us but Ke Pujari Hain Musalman Hazaron

Us but Ke Pujari Hain Musalman Hazaron

us but ke pujari hain musalman hazaron

bigḌe hain isi kufr men iman hazaron

duniya hai ki un ke ruḳh o gesu pe miTi hai

hairan hazaron hain pareshan hazaron

tanha.i men bhi tere tasavvur ki badaulat

dil-bastagi-e-gham ke hain saman hazaron

ai shauq tiri pasti-e-himmat ka bura ho

mushkil hue jo kaam the asan hazaron

ankhon ne tujhe dekh liya ab unhen kya gham

halanki abhi dil ko hain arman hazaron

chhane hain tire ishq men ashufta-sari ne

duniya-e-musibat ke bayaban hazaron

ik baar tha sar gardan-e-‘hasrat’ pe rahenge

qatil tiri shamshir ke ehsan hazaron

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-mannan-tarzi

Har Waraq Ek Kitab Ho Jae

Phul chiKH uThte Hain Patton Pe Nami Bolti Hai

akhtar-ansari

Mere Rukh Se Sukun Tapakta Hai

abdul-ahad-saaz

Eid Us Pari-Wash Ki

poet

Dil Buton Se Na Lagana Hargiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet