• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Munh-Bola Bol Jagat Ka Hai Jo Man Mein Rahe so Apna Hai

Munh-Bola Bol Jagat Ka Hai Jo Man Mein Rahe so Apna Hai

munh-bola bol jagat ka hai jo man men rahe so apna hai

ye dil ka miTha miTha dard bhi gunge ka sa sapna hai

ya ruḳh ko hava ke pher de tu ya ruḳh pe hava ke bahta chal

sansar khapa le apne men sansar men varna khapna hai

marna hi nahin ye jiina hai ye prem ki jvala hai jis men

chandi ki tarah se galna hai sone ki tarah se tapna hai

is maya-jal se bach kar chal har ek qadam par phanda hai

sansar ki maaya dhoka hai sansar ki maaya sapna hai

ab dil ki taḌap men jivan hai jivan men taḌap hai bijli ki

ab dil ko sada hi dhḌakna hai ‘farhat’ ko sada hi taḌapna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Halqa Halqa Ghar Bana Lakht-E-dil-E-Betab Ka

Ishq Kya Shai Hai Dost Kya Kahiye

abdul-hafiz-naeemi

dua Ko Hath Mera Jab Kabhi Utha Hoga

Kaliyon Ki Tarah Dhula Dhula Hai

poet

Ye Kya Lutf-E-Shor-E-Fughan Rah Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet