• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Unki Peshani Pe Dekha to Kai Bal Nikle

Unki Peshani Pe Dekha to Kai Bal Nikle

poet

un ki peshani pe dekha to ka.i bal nikle

dosto tum hi batao ki koi hal nikle

baghban tha tira ilzam yahan chori ka

phuul nikle na yahan se na yahan phal nikle

gaaon gaaon bhare talab thi itni barish

aur bin barse mire gaaon se badal nikle

izzaten luuT ke jo qatl kiya karte the

jab vo pakḌe ga.e dekha nire pagal nikle

arzuon se lade jismon ka ab kya hoga

be-shumar aise the un men ki jo bekal nikle

karte rahna hi baḌa kaam hai is duniya men

bin kiye dosto apna na koi pal nikle

ai ‘niyazi’ na suna hal-e-tabahi us ka

dar bhi insaf ke jo the vo muqaffal nikle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Na-didam Az Jahan Az Kis Wafae

ahmad-nadeem-qasmi

Jo Log dushman-E-Jaan The Wahi Sahaare The

gulzar

Ghutan

Koi Marta Nahin KHasaron Se

poet

Mere Etimad Ko Gham Mila Meri Jab Kisi Pe Nazar Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet