• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHun-E-Dil Mujhse Tera Rang-E-Hina Mange Hai

KHun-E-Dil Mujhse Tera Rang-E-Hina Mange Hai

ḳhun-e-dil mujh se tira rang-e-hina mange hai

ya hatheli pe koi naqsh-e-vafa mange hai

jo sada deta raha dar-o-rasan tohfe men

ham faqiron se vahi harf-e-dua mange hai

kya hua hai ki rifaqat ka bharam rakhne ko

mujh se mahbub mira zaḳhm naya mange hai

shahar men dhansta hai fitne ki na.i daldal men

kya qayamat hai ki mera hi pata mange hai

kuchh samajh men nahin aata hai mizaj-e-yaran

jis ko dekho vahi iz.har-e-vafa mange hai

vo to vahshat men kabhi samjhe hai mujh ko qatil

aur kabhi kucha-e-qatil ka pata mange hai

aql par parda paḌa hai ki suḳhnavar ‘anjum’

din ke mahaul men bhi kaali rida mange hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Mehrbani Bhi Hai Itab Bhi Hai

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

Kya Kya Supurd-e-Khak Hue Namwar Tamam

ahsan-yusuf-zai

Ghar Ghar Aapas Mein dushmani Bhi Hai

Ek Se Ek Hai Ghaarat-Gar-E-Iman Yahan

Tasawwur Pyar Ka Jo Hai Purana Karne Wala Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet