• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Un Se Bargashta-Nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila

Un Se Bargashta-Nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila

un se bargashta-nigahi ke siva kuchh na mila

aḳhir-e-kar tabahi ke siva kuchh na mila

dil ko har-chand kureda magar us ki tah men

ek bahke hue raahi ke siva kuchh na mila

chand taare nigah-e-pas men nikle be-nur

asmanon men siyahi ke siva kuchh na mila

tajziya un ke iradon ka jo karne baiThe

ghair ki pusht-panahi ke siva kuchh na mila

ki ‘munavar’ ne dua jo bhi vo nakam rahi

ajr men qahr-e-ilahi ke siva kuchh na mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Le Chalo Mujhko Us Aaina-E-Rukhsar Ke Pas

Dil Mein Ek Sham Si Utarti Hai

humaira-rahat

Aankhon Se Kisi Khwab Ko Bahar Nahin dekha

poet

Subha Se Matlab Na Kuchh Zunnar Se

ahmad-husain-mail

Main Apne Kafan Ka Sine Wala Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet