• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Ke Pahlu Mein dushman So Chuka

Aap Ke Pahlu Mein dushman So Chuka

riyaz-khairabadi

aap ke pahlu men dushman so chuka

jaiye hona tha jo kuchh ho chuka

hansti hai taqdir hans le un ke saath

dil mujhe main apne dil ko ro chuka

haath rakkha main ne sote men kahan

bole vo jhunjhla ke ab main so chakka

hashr men aana tha pahle se hamen

ham kab aae jab tamasha ho chuka

khaar us dil ne mujhe kya kya diye

mere haq men ye bhi kante ho chuka

ab jo ghatta hai ghate tufan-e-ashk

apni qismat ka likha main dho chuka

bik gaya ammama ho kar rahn-e-mai

bojh utra sar se jhagda to chuka

tauba ki isyan se ab puchhega kaun

jama ki thi jitni daulat kho chuka

aftab-e-hashr kab chamka ‘riyaz’

dagh-e-mai daman se jab main dho chuka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uTha Ke Dar Se Sar-E-Rah biTha Diya Hai Mujhe

Kisi Chashm-E-Hunar Ki Pasbani Mein Nahin Rahna

zaKHmi Din Aur Raat Rahenge Kitne Din

abdul-hamid-adam

Main Raste Ka Bojh Hun Mera Na Kar Khayal

Be-Dili Mein Bhi Dil baDa Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet