• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Un Ko Ahd-e-Shabab Mein dekha

Un Ko Ahd-e-Shabab Mein dekha

abdul-hamid-adam

un ko ahd-e-shabab men dekha

chandni ko sharab men dekha

aankh ka e’tibar kya karte

jo bhi dekha vo khvab men dekha

daagh sa mahtab men paaya

zakhm sa aftab men dekha

jaam la kar qarib ankhon ke

aap ne kuchh sharab men dekha

kis ne chheda tha saz-e-masti ko?

ek shoala rubab men dekha

log kuchh mutmain bhi the phir bhi

jis ko dekha azaab men dekha

hijr ki raat so gae the ‘adam’

sub.h-e-mahshar ko khvab men dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maulana Rumi

Ishq-e-Majazi

Jab Tumhaare KHat Ko Maine Nazr-E-Atish Kar Diya

Sans Lete Hue Dar Lagta Hai

mirza-ghalib

Ek Ja Harf-E-Wafa Likkha Tha So Bhi Mit Gaya

Tumhein Jine Mein Aasani Bahut Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet