• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Un Ke ruKH Par Jamal Hai Goya

Un Ke ruKH Par Jamal Hai Goya

un ke ruḳh par jamal hai goya

ishq ka sab kamal hai goya

tere laa.eq nahin koi tashbih

sadgi be-misal hai goya

baat sach thi unhen garan guzri

rast-goi muhal hai goya

sab ko dutkara ab miri baari

mujh pe bhi kuchh ḳhayal hai goya

kuchh na samjhe ki kya hai ye duniya

ek makḌi ka jaal hai goya

garmi-e-ishq hind se suraj

saari duniya pe laal hai goya

jis ko sun kar hain mahv-e-hairat sab

vo ‘asar’ ḳhush-ḳhayal hai goya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Ghurur-E-Jaan Ko Mere Yar Bech dete Hain

Yun Ganwata Hai Koi Jaan-E-Aziz

KHud Farishte to Nahin Hain Jo Mujhe Le Ja Rahe Hain

sheikh-ibrahim-zauq

Maza Tha Hum Ko Jo Laila Se du-Ba-du Karte

ada-jafarey

Roz-O-Shab Ki Koi Surat To Bana Kar Rakhkhun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet