• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bazm-E-Tarab Waqt-E-Aish Saqi O Naql O Sharab

Bazm-E-Tarab Waqt-E-Aish Saqi O Naql O Sharab

nazeer-akbarabadi

bazm-e-tarab vaqt-e-aish saaqi o naql o sharab

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

majmaa-e-khuban vale zamzama-e-chang vale

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

sehn-e-chaman husn-e-gul abr-o-hava sharb-e-mul

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

ishrat-e-subh-e-bahar sair-e-gul-o-lala-zar

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

raqs-e-but-e-ghuncha-lab kasrat-e-aish-o-tarab

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

ishq ke ijz-o-niyaz husn ke andaz-o-naz

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

masti-e-mai-khana-ha gardish-e-paimana-ha

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

shadi-e-vasl-e-butan sohbat-e-mah-talatan

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

ghalghal-e-kos-nashat khush-dili o imbisat

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

sarvat-e-mal-o-manal hashmat-o-jah-o-jalal

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

qasr-o-mahl dil-pazir zinat-o-zeb ai ‘nazir’

koi ise kuchh kaho ham to samajhte hain khvab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chashm Ko Saunpi Gai KHidmat-E-KHwab

Kuchh to Ho Dard Ki Lazzat Hi Sahi

poet

Jab Tak Meri Nigah Mein Tera Jamal Hai

Guzar Rahi Hai Magar KHase Iztirab Ke Sath

poet

Hum Kahan Azmat Aslaf Sambhaale Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet