• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Un Ka Didar Meri Qismat Mein

Un Ka Didar Meri Qismat Mein

un ka didar meri qismat men

ishq to ḳhush hai itni ujrat men

main ne sab kuchh hi soch rakkha hai

mujh ko Daloge kaise hairat men

aa.ina roz muskurata hai

kuchh to achchha hai meri surat men

raushni ne sikha.i chalaki

kitna ma.asum tha main zulmat men

jaane vo kis ḳhayal men gum tha

baat kar baiTha mujh se ghaflat men

main na aaya nazar savalon ko

ḳhaak itni uḌaa.i vahshat men

honT tak bhi na tar hue mere

bech di pyaas main ne ujlat men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Aansuon Mein Kabhi Tha Na Dil Ki Aah Mein Hai

poet

Ye Ghar Jo Hamare Liye Ab Dasht-E-Junun Hai

poet

Hirs daulat Ki Na Izz O Jah Ki

sarwat-zehra

Be-Paron Ki Titli

sauda-mohammad-rafi

dhum Se Sunte Hain Ab Ki Sal Aati Hai Bahaar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet