• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Mere Mah-Jabin Ne Ba-Sad-Ada Jo Naqab Rukh Se Utha diya

Mere Mah-Jabin Ne Ba-Sad-Ada Jo Naqab Rukh Se Utha diya

Sufi

mere mah-jabin ne ba-sad-ada jo naqab rukh se utha diya

jo suna na tha kabhi hosh men vo tamasha mujh ko dikha diya

mila shab jo khvab men vo hasin ye kaha tha niklegi hasraten

ye jafa ye bad-e-sahar ne ki chali yuun ki mujh ko jaga diya

main agarche khaak men mil chuka magar un ke dil men ghubar tha

ki nishan-e-qabr bhi dhundh kar mere sang-e-dil ne mita diya

chhute qaid-e-dair-o-haram se ham hue khvab vo jo khayal the

mujhe saqiya mai-e-be-khudi ka vo jaam tu ne pila diya

tujhe dekh o but-e-khush-ada phiri aankh saari khudai se

vo jo yaad rahti thi suraten unhen saaf dil se bhula diya

main vo murgh-e-khana-kharab huun ki chaman-e-qafs ka hai zikr kya

liya gar hasinon ne mol bhi mujhe sadqa kar ke uda diya

mera garche ‘aughat’ naam hai par karam hai ‘varis’-e-pak ka

zahe-shan dam men ghani kiya ki gada se shaah bana diya

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Ai dost Koi Mujh Sa Ruswa Na Hua Hoga

akhtar-bastavi

Maqsad-e-Hayat

Dil Ko Aamada-E-Wafa Rakhiye

Bhule-Bisre Mausamon Ke darmiyan Rahta Hun Main

poet

Mere Andar Ka Ghurur Andar Guzarta Rah Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet