• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Umr-Bhar Chaara-E-Junun Na Hua

Umr-Bhar Chaara-E-Junun Na Hua

umr-bhar chara-e-junun na hua

ab ye kya sochiye ki kyuun na hua

nahin ma.alum kyuun tabi.at men

aaj rone se kuchh sukun na hua

kahin vo ma.il-e-karam hi na hon

muskura.e to gham fuzun na hua

ham piyen bhi to kya piyen ye mai

bhar gaya jaam lala-gun na hua

shayad ab ke baras hai ḳhatm junun

fasl-e-gul men mujhe junun na hua

ishq ka zikr sher men kyuun hai

ye to ‘ali’ gham-e-darun na hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Soch Ke Parwana Mahfil Mein Jala Hoga

ahmad-azeem-1

Husn-Pari Ho Sath Aur Be-Mausam Ki Barish Ho Jae

abdul-hamid

Kabhi dekho To Maujon Ka Tadapna Kaisa Lagta Hai

Dekh Ab Apne Hayule Ko Fana Hote Hue

a-g-josh

Aah Bhi Harf-E-dua Ho Jaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet