• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ummid Par Hamari Ye Duniya Khari Nahin

Ummid Par Hamari Ye Duniya Khari Nahin

ummid par hamari ye duniya khari nahin

phir bhi to us ko paane ki ḳhvahish miri nahin

be-vaj.h gul-ruḳhon se miri be-ruḳhi kahan

mere junun-e-shauq ke qabil pari nahin

taskin mile bhi dida-e-hairan ko kis tarah

shishagari nahin kahin jalvagari nahin

bad-rang si bahar hai fasl-e-bahar men

bashshash dil nahin hai tabi.at hari nahin

lagta hai aaj shahr ke halat Thiik hain

masjid vagarna kal ki tarah kyuun bhari nahin

halanki mere jurm pe parde paḌe rahe

dil ki malamaton se magar main bari nahin

dharti pe dikh rahe hain gunahon ke ab asar

‘azam’ kahin to ḳhushki kahin par tari nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-ahmad

Aur Kya Rah Gaya Hai Hone Ko

siraj-aurangabadi

Amal Sen Mai-Paraston Ke Tujhe Kya Kaam Ai Waiz

nazeer-akbarabadi

dil Ko Le Kar Humse Ab Jaan Bhi Talab Karte Hain Aap

Aah Bargah-E-Husn Mein Jalwon Ka Asar Dekh

Mili Rah Wo Ki Farar Ka Na Pata Chala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet