• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Mere Ghar Ki Haalat Bahar Kuchh Aur Andar Kuchh

Tere Mere Ghar Ki Haalat Bahar Kuchh Aur Andar Kuchh

poet

tere mere ghar ki halat bahar kuchh aur andar kuchh

jaise ho phulon ki rangat bahar kuchh aur andar kuchh

bahar bahar ḳhamoshi hai andar andar hangama

kaisi hai ye jism ki hiddat bahar kuchh aur andar kuchh

lafz hai kuchh aur ma.ani kuchh har misre men fankar hai gham

aise vaise sher ki lazzat bahar kuchh aur andar kuchh

kyuun na aankh men aansu aa.e kyuun na dil ko choT lage

apne apne des ki halat bahar kuchh aur andar kuchh

koi na shayad jaan sakega suraj ki matvali chaal

shahr men kyuun hai dhuup ki shiddat bahar kuchh aur andar kuchh

gahri nazar valon men ‘aḳhtar’ raushan hai pahchan alag

phir bhi kyuun hai aap ki izzat bahar kuchh aur andar kuchh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hijr Ki Shab ghaDi ghaDi Dil Se Yahi Sawal Hai

Sufi

Rahi Ye Aarzu Aakhir Ke dam Tak

Main Aise moD Par Apni Kahani chhoD Aaya Hun

Dil Mahw-E-Jamal Ho Gaya Hai

poet

Bande Hain Teri Chhab Ke Mah Se Jamal Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet