• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uljhanen Itni Thin Manzar Aur Pas-Manzar Ke Bich

Uljhanen Itni Thin Manzar Aur Pas-Manzar Ke Bich

uljhanen itni thiin manzar aur pas-manzar ke biich

rah ga.i saari masafat miil ke patthar ke biich

ruḳh se ye parda haTa behosh kar mujh ko tabib

guftugu jitni bhi ho phir zaḳhm aur nashtar ke biich

us ko kya ma.alum ahval-e-dil-e-shisha-garan

varna aa jaata kabhi to haath aur patthar ke biich

shauq-e-sajda bandagi varaftagi aur be-ḳhudi

mo’tabar sab us ki chaukhaT aur mere sar ke biich

ik qayamat husn us ka aur vo bhi jalva-gar

main faqat mab.hut jaadu aur jadugar ke biich

main bhi ḳhuddari ka maara tha safa.i kuchh na di

us ne bhi matlab nikale lafz aur tevar ke biich

vaqt aur masrufiyat ke mas.ale sab ik taraf

duriyan itni nahin thiin ‘taj’ apne ghar ke biich

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aazad Nahin Zehn Abhi Fikr-E-Badan Se

etibar-sajid

Chhote Chhote Kai Be-Faiz Mafadat Ke Sath

Sar-Barahna Bhari Barsat Mein Ghar Se Nikle

kunDi Baja Ke Is Liye Bhaga Nahin Hun Main

poet

Ranj-O-Gham Lakh Hon Muskuraate Raho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet