• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr Kya dekhen Ki Har Manzar Mein Jale Pad Gae

Shahr Kya dekhen Ki Har Manzar Mein Jale Pad Gae

rahat-indori

shahr kya dekhen ki har manzar men jaale pad gae

aisi garmi hai ki piile phuul kaale pad gae

main andheron se bacha laaya tha apne-ap ko

mera dukh ye hai mire pichhe ujale pad gae

jin zaminon ke qabale hain mire purkhon ke naam

un zaminon par mire jiine ke laale pad gae

taaq men baitha hua budha kabutar ro diya

jis men dera tha usi masjid men taale pad gae

koi varis ho to aae aur aa kar dekh le

zill-e-subhani ki unchi chhat men jaale pad gae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Jo Kuchh Kho Diya Ab Isko Pa Sakta Nahin

poet

Sail Ke Labon Par Hai Dua Aur Tarah Ki

sameena-raja

Hum To Yun Uljhe Ki Bhule Aap Hi Apna Khayal

imam-bakhsh-nasikh

Hain Ashk Meri Aankhon Mein Qulzum Se Ziyaada

poet

Hain Bahut Mehrbaniyan Teri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet