• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ukta Ke Ku-E-Yar Se Ushshaq Chal paDe

Ukta Ke Ku-E-Yar Se Ushshaq Chal paDe

ukta ke ku-e-yar se ushshaq chal paḌe

kar-e-vafa ke dekhiye mushtaq chal paḌe

main uTh gaya to dard ki mahfil ujaḌ ga.i

mere hi saath ishq ke mashshaq chal paḌe

naqsh-e-qadam paḌe hain ye qudrat ke ja-ba-ja

duniya-e-dil se uTh ke bad-aḳhlaq chal paḌe

barg-e-hina se likh ke nasihat zamin par

gulshan ko tere chhoḌ ke auraq chal paḌe

rishton ke ehtiram ki jin ko na thi tamiz

daman men apne bandh ke afaq chal paḌe

teri nigah-e-naz ne aisa fusun paḌha

divane ho ke duniya se ashfaq chal paḌe

main ne charagh-e-ishq jala.e the jo ‘nadim’

hamrah mere chhoḌ ke sab taaq chal paḌe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Choro Pyaada Kotwal Kya Mast Apas Ke Kaam Mein

poet

Aaj Aap Mere Haal Pe Karte Hain Tassuf

poet

dhaDkan Mein Nihan Ishq Ke Aazar Se Pahle

poet

Aankhen Dikhain Ghair Ko Meri KHata Ke Sath

Koi Shikwa Koi Gila Rakhiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet