• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udasi Ka Samundar Dekh Lena

Udasi Ka Samundar Dekh Lena

udasi ka samundar dekh lena

miri ankhon men aa kar dekh lena

hamare hijr ki tamhid kya thi

miri yadon ka daftar dekh lena

tasavvur ke labon se chuum lunga

tiri yadon ke patthar dekh lena

nujumi ne ye ki hai pesh-goi

rula.ega muqaddar dekh lena

na rakhna vasta tum mujh se lekin

miri hijrat ka manzar dekh lena

tamanna hai agar milne ki mujh se

mujhe mere hi andar dekh lena

makan shishe ka banvate ho ‘azar’

bahut a.enge patthar dekh lena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tez Hai Mera Qalam Talwar Se

poet

Karun Shikwa Na Kyun Charkh-E-Kuhan Se

waseem-barelvi

Lahu Na Ho To Qalam Tarjuman Nahin Hota

Humne Zahir Kiya suKHan Mein Bahut

dua-ali

Ai dost Tu Ne War Ye Bharpur Kar diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet