• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ubhar Aaya ruKH Par Haya Ka Nagina

Ubhar Aaya ruKH Par Haya Ka Nagina

poet

ubhar aaya ruḳh par haya ka nagina

jabin par na dekha tha aisa pasina

chali aa rahi hai hasinon ki Toli

zamin par hai qaus-e-quzah ka qarina

mire haath aa hi chala tha kinara

laga Dubne mere dil ka safina

kasak soi rahti hai barson kabhi to

jo jaage to jaage mahina mahina

bhala kaun jaane vo aa.en na aa.en

mire paas rahne hi do jam-o-mina

kabhi tum ne dekhi hain pur-ḳhar rahen

jo kahte ho ulfat ko phulon ka ziina

uḌa li jo chori se galon ki chuTki

to bole ‘kanval’ bhi hai kitna kamina

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajmal-siraj

Wahi Be-Baki-e-Ushshaq Hai darkar Ab Bhi

Aam Hai Izn Ki Jo Chaho Hawa Par Likh Do

Zindagi Jis Ka Nam Hai Yaro

Wo to baiThe Rahe Sar Jhukae Hue

Uske Nazdik Gham-E-Tark-E-Wafa Kuchh Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet