• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / TuTe Hue Khilaune Nishani Mein De Gaya

TuTe Hue Khilaune Nishani Mein De Gaya

TuuTe hue khilaune nishani men de gaya

dhoka mujhe vo ain javani men de gaya

ye aur baat misra-e-ula men kuchh nahin

lekin vo husn misra-e-sani men de gaya

dariya ne tishna-lab se siyasat ajiib ki

kuchh zahar bhi mila ke vo paani men de gaya

laaya hazar ḳhushiyan mujhe saunpne magar

phir kyon ye ranj resha-davani men de gaya

karna paḌa na ham ko za.ifi ka intizar

vo dard itne ham ko javani men de gaya

‘anvar’ ka haal aa ke koi dekh le zara

kaghaz ke phuul koi nishani men de gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghar Ke Andar Bholi-Bhaali Suraten Achchhi Lagin

gulzar

Main Kaenat Mein

poet

Na Hoga Hashr Mahshar Mein Bapa Kya

poet

KHana-E-Dil Ka Jo Tawaif Hai

ahmad-hamdani

Yaad Kya Kya Log dasht-e-Be-Karan Mein Aae The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet