• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuli Hai Aankh Josh-E-Intizar-E-Yar-E-Jaani Hai

Khuli Hai Aankh Josh-E-Intizar-E-Yar-E-Jaani Hai

poet

khuli hai aankh josh-e-intizar-e-yar-e-jani hai

ba-mushkil dida-e-zanjir khvab-e-pasbani hai

labon par aa chuka dam koi dam ki zindagani hai

chal uth o bevafa pahlu se ab kyuun mehrbani hai

laga duun aag uf karne men vo shoala-zabani hai

ba-shakl-e-shama saare jism men soz-e-nihani hai

kalam-e-hazrat-e-vaiz nasib-e-dushmanan bashad

undelo mai piyo saghar kahan phir naujavani hai

umangen hain tabiat men bhari hain mastiyan dil men

hui jaati hain ankhen band kaif-e-naujavani hai

azab-e-ghaflat-e-qatil se ranj-e-kash-makash men huun

madad ai marg-e-be-taqsir zauq-e-jan-fishani hai

khabar kya puchhta hai ham-nafas kyuun kar guzarti hai

jigar jalta hai dil bhunta hai ashkon ki ravani hai

ada-o-naz-e-ima chashm-e-ghamza go vo koi ho

taalluq jis se ho jaae bala-e-nagahani hai

pasand aai hai is darja aziyyat dosti ham ko

nazar men dhuup bhi dasht-e-musibat ke suhani hai

khayal-e-mirzai ai ‘nasim’-dehlavi kab tak

jhuko buddhe hue ab rukhsat-e-lutf-e-javani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya-E-Gham Ko Zer-O-Zabar Kar Sake to Kar

poet

Khub-Ru Jo Ek Ka Mahbub Nahin

poet

La-Makan-O-Makan Bolta Hai

ahmad-ali-barqi-azmi

Hasb-e-Wada Mujhse Milne Wo Kabhi Aaya Nahin

Hawa Ki Jalti Hui Rida Ko Sahab Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet