• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mauj-E-Hawa to Ab Ke Ajab Kaam Kar Gai

Mauj-E-Hawa to Ab Ke Ajab Kaam Kar Gai

mauj-e-hava to ab ke ajab kaam kar ga.i

uḌte hue parindon ke par bhi katar ga.i

ankhen kahin dimagh kahin dast o pa kahin

raston ki bhiḌ-bhaḌ men duniya bikhar ga.i

kuchh log dhuup piite hain sahil pe leT kar

tufan tak agar kabhi is ki ḳhabar ga.i

nikle kabhi na ghar se magar is ke bavajud

apni tamam umr safar men guzar ga.i

dekha unhen to dekhne se ji nahin bhara

aur aankh hai ki kitne hi ḳhvabon se bhar ga.i

jaane hava ne kaan men chupke se kya kaha

kuchh to hai kyuun pahaḌ se naddi utar ga.i

suraj samajh saka na ise umr bhar ‘nizam’

tahrir ret par to hava chhoḌ kar ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hona Hi Kya Zarur the Ye Do-Jahan Hain Kyun

Mauj-E-KHayal Mein Na Kisi Jal-Pari Mein Aae

Sufi

Mashhur Hai Jahan Mein Agarche Jafa-e-Gul

naseem-syed

Aadhi Gawahi

poet

Apni Aankhon Se Jo Wo Ojhal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet