• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Galiyan Hain Bahut Si Abhi Diwar Ke Aage

Galiyan Hain Bahut Si Abhi Diwar Ke Aage

galiyan hain bahut si abhi divar ke aage

sansar milenge tujhe sansar ke aage

ma.ani ki na.i sharhen thiin har baat men us ki

iqrar se pahle kabhi inkar ke aage

taqdir jise kahte hain duniya ke mufakkir

zardar ke pichhe hai to nadar ke aage

in ko bhi samajhna hai abhi sahab-e-idrak

hote hain haqa.eq bhi to aḳhbar ke aage

kya izzat-e-sadat zara der na Thahri

dastar bhi pazeb ki jhankar ke aage

ab haath qalam hone hain kya guzri ho socho

jab baat ga.i hogi ye me.amar ke aage

mahdud hi hoti hai sada satvat-e-shamshir

laana hai qalam ko tiri talvar ke aage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Goristan-E-Shahi

Dil Badalne Se Na Aflak Badal Jaane Se

Sochta Hun Ki Use Nind Bhi Aati Hogi

Saya Jis Ka Nazar Aata Hai Mujhe

Mere Afkar-O-KHayalat Ka Mehwar Tum Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet