• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Tha Dulha, Duniya Dulhan

Dil Tha Dulha, Duniya Dulhan

dil tha dulha, duniya dulhan

pahli hi ratiya ho ga.i an-ban

main murlidhar, main man-mohan

tu hai radha, tu hai padman

main huun sadhu, tu hai aasan

main huun sapera, tu hai nagan

man hai jhelam tan sundarvan

tu kashmiran, tu bangalan

mera tera kaisa bandhan

main TuuTa dil, tu hai dhaḌkan

tujh se chipkun tujh se lipTun

main huun naag aur tu hai chandan

chanda jaisa mukhḌa tera

nadiya nadiya tera joban

tujh ko dekhun, ḳhud ko dekhun

tu hai jaise koi darpan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwab-Zadon Ka Dukh Zamini Hai

poet

Kaleja Munh Ko Aata Hai Karen Tum Se Bayan Kyunkar

Sun Rahe Hain Koi Tara Sair Karta Aaega

MAHMUD SHABISTARI

Ishaaraat Ba-Kharabaatiyan

akhtar-ul-iman

Be-Talluqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet